Jubin Nautiyal – Ishq Karo Dil Se

Song Lyrics Ishq Karo Dil Se by Jubin Nautiyal.

Hai pal do pal zindagi
Ye aaj hai kal nahi

Paya kya khoya kya
Parvaah nahi hai
Hum sath hain to har
Lamha haseen hai

Jitna bhi jeena hai
Is pal mein jeena hai
Chhodo na kuch kal pe

Ishq karo dil se
Ye dil milte hain mushkil se
Ishq karo dil se
Ye dil milte hain mushkil se

Ye dil milte hain mushkil se

Kaha hai sabhi ne
Yun fikron mein jeene se
Hoga bhala kya bata

Awaara sa ban ke
Yun gir ke sambhal ke
Hi milta hai khud ka pata

Hmm.. Saanson se aage bhi
Ye zindagi hai
Hum sath hain to har
Lamha haseen hai

Jitna bhi jeena hai
Is pal mein jeena hai
Chhodo na kuch kal pe

Ishq karo dil se
Ye dil milte hain mushkil se
Ishq karo dil se
Ye dil milte hain mushkil se

Ye dil milte hain mushkil se

Lyrics
LyricsUpdate Lirik Lagu terbaru dan populer saat ini, dengan berbagai genre diantaranya Dangdut, Koplo, Pop, Indo, Slowrock, KPop, dll. Lagu lagu dari berbagai adat dan suku daerah Indonesia (Aceh, Bali, Batak, Karo, Dayak, Jawa, Minang, Melayu, Osing Banyuwangi, Sunda, Tarling, dsb) hingga manca negara.